Skip to main content

Posts

Showing posts from October, 2018

Mai wo musafir😘😘

मैं वो मुसाफिर .. मैं वो मुसाफिर जो अश्क़ों को शब्दों में लिखता हूं मैं तो मोहब्बत को अपनी पन्नो में गढ़ता हूं। शब्दो की राहों में मेरे नींद में आने वाले ख्वाबो में मैं तुझसे सारी बातें कहता हूं जो कहने से डरता हूँ कभी चुप चुप सा एक कोने से तेरे चहरे को तकता हूं अजीब शख्शियत सी उबरी है मुझमे जो अपनी परछाई को भी तेरी मौजूदगी समझता हूं । मैं वो शख्शियत हूं जो अपने अस्तित्व को मंदिर मस्जिद और गिरजों में नही ढूंढता हूँ क्योंकि मैं अपने अस्तित्व का कारण खुद की परछाई से पूछता हूँ । मैं तो तन्हाई में कर लेता हूं बाते उन पन्नो से जिनमे अपने मांझी को गढ़ता हूँ । मैं अपने अश्क़ों को शब्दों में लिखता हूँ मैं अपनी जिंदगी के मर्मों को पन्नो में गढ़ता हूँ। 

Teri muskan😘😘😘

Teri muskan 😘😘😘😘😌 Tere chehre ko musakane ki koi wajah de pau😘  kaash tere hr marm ka humsafar bn paaun😘😘 teri jindagi na shi mgr tere muskursne ki ek choti wajah hi bn jaaun. Ur smile should be independent event😘😘

Words can describe emotions😘

Tere chehre ko musakane ki koi wajah de pau😘  kaash tere hr marm ka humsafar bn paaun😘😘 teri jindagi na shi mgr tere muskursne ki ek choti wajah hi bn jaaun. Ur smile should be independent event😘😘

Her sayings😘are my favourite quotes😘😘

A long conversation and heartwarming words.😘😘😘she captured🌒🌓🌔💓 🌙💓❤🌙🌙 Nazar judi hi nhi aj tak bs lafzo ki yaari thi dekha abhi tk na use pr baaton me ajb si khummari thi ...hmm nyyi aur ajeeb ye beemari thi .. Waqt raat ka tha...  shayad id ke chhand ka tha..  shuru pamana hua tha dosti se aur  chaand ha chaand  shayad ab bhi anjan  tha. Kehne ko bhut kuch tha mgr sb ek     ankaha ahsaas tha.... Wo sirf ek khwaab h jise sajya ja skta h ..😘😘

Memories that 😭😓😭😓

क्यूँ मुझे आप याद आते हो क्यूँ  इन आँखों को आधी रातों में नम कर जाते हो। मै सोचता हूँ की क्यूँ कोई जिंदगी मे पल के किस्से से उसका हिस्सा बन जाता है क्यूँ वही बिछड़ता है जिससे द...

Feeling of love 😘😘

What is true love..... U to bayan krna mushquil h mgr ek koshish h .. Mere mn me khwaabon ki baarish hoti h Jb us shakshiyat ki parchai pas bhi hoti h .Dil jee bhr ke usse pyar krta h uska hath hath me na bhi ho mgr ye ahssas krta h..♡♡♥♥ Wo dekhti nhi meri trf to bhi uski aankhon ka deedar krta h dil to paagal h mera bewajah uski rooh se pyar krta h ha parwaana hu mai jo aankhon me uski sirf uski kaamyabi ka intzar krta h♡♥♥ aankh bhr jati h jb wo nhi muskurati tbhi to uski muskurahat ke liye khud ki hasi bhi bekaar krta h aj beshaq shbd nhi us khuda se puchne ke liye kyun aisa wo mere saath krta h mgr wo bhi jnta h ye pgl rooh se rooh wala pyar krta h ... ♡♡♡♥♥♥♥♥ By-:write ur feelings (yaadi)

Her smile😘😘😘

Uski muskurahat me ajb si kashaq thi Dil agr roya bhi ho phir bhi ye muskurahat chehre pe la deti hasi thi. Bat uski hsi ki ho aur mai bs itne km alfaazon me byan kr du to galat h Ha akhir uske nashe me kho jaye meri aankhen ye to meri aankhon ki fitrat h Ajeeb mgr pak si ye ulfat h... Bs agar khyal tk ata h dimag me to uski tasweer apne ap bn jati h Mere  dil ko to... kahaniyan bewazah mil jati h. alfaazon ki to jrurat hi nhi padti shayri to jubaan pe aa jati h aur mere chehre pe bhi ek nadaan si muskurahat de hi jati h. Ye ankahe ahsaas ki kahani lafzon me puri byan nhi ho pati h...📝                Yaadi 😇Her smile is enough to change my       .................mind.....